Poetry or
reading is the best way to enjoy yourself the best time of life. But finding
poetry related to December poetry in Urdu language on the internet is not an
easy task. In this post we have created and shared some of the best December
poetry related collections for you. Which you will thoroughly enjoy.
Since December
is the last month of the year. And December is sad for those who are missing
someone very close in their life.
December is a
famous month for all Pakistanis and Indians in which most people feel depressed
and express their mood to their loved ones through poetry.
Hope you will
like this December poetry and share it with your friends to try to lift our
spirits.
Related Links;
1. December Poetry in Urdu Collection No.1
2. December Poetry in Urdu Collection No. 2
december-poetry-in-urdu |
گرم بانہوں کی شال ہی دے دو
یخ بختہ ہوائیں ہیں دسمبر کی
Garam Baho Ki Shaal Hi Day Do
Yakh Pukhta Hawae
Hain December Ki
decent-poetry-in-urdu |
ٹُوٹے دِلوں پہ بھاری، اب کے، دِسمبر
آیا ہے۔۔۔!!!
یاد ہمیں ، پھر وہ حسِیں __ سِتمگر
آیا ہے۔۔۔!!!
Tootay Dilon Pay Bhaari, Ab Ke, December Aaya
Hai…! ! !
Yaad Hamein, Phir Woh Hasen __ Sitamgar Aaya Hai…! ! !
december-shayari-in-urdu |
دسمبر سے کوئی گِلہ نہیں میرا،
میری بربادی میں پورا سال شریک تھا
December Se Koi Gilah Nahi Mera,
Meri Barbadi Mein Poora Saal Shareek Tha
december-sad-poetry-in-urdu |
Chand Bhi Tanha, Rat Bhi Tanha, Aur Tanha Meri
Zaat Hai
Pِhir Toot Kay Woh Yaad Aaya, Ajeeb December Ki Yeh Rat Hai
december-ki-barish-poetry |
Tum Ishhq Karo Aur Dard Bhi Nah Ho
Matlab December Ho Aur Sard Bhi Nah Ho
december-poetry-in-urdu-sms |
بتا زرا کونسی بہار لے کے آیا ہے جنوری؟
تم تو کہتے تھے کہ بہت ویران ہے دسمبر!
Bta Zara Konsi Bahar Le Kay Aaya Hai January?
Tum To Kehte Thay Ke Bohat Weraan Hai December!
december-ghazal-in-urdu |
Hain Sakht Jaan Lewa Yeh December Ki Shamen
Bas Orhanay Ko Gham Hain Aur Peenay Ko Chaye
december-romantic-poetry-in-urdu |
October Reh Aaya Adha ____ November Anay Wala Hai
Teri Yaado Ko Le Kar Phr ____ December Anay Wala Hai
urdu-sad-poetry-sms |
آج ہو جائے بات اندر کی
پہلی شام ہے دسمبر کی
Aaj Ho Jaye Baat Andar Ki
Pehli Shaam Hai December Ki
sad-poetry-in-urdu-text-copy-paste |
Halki Halki Si Sard Sun-Hwa Zara Zara Se Dard
Dil
Andaaz Acha Hai. .. .. .. . December Tairay Anay Ka
love-poetry-in-urdu |
Yaado Ki Shaal Ourh Kar Aawara Grdyan
Kati Hain Hum Ne Youn Bhi December Ki Sardiyan
romantic-poetry-in-urdu |
آج دیکھ دسمبر کی آخری شام ہوئی
یہ شاعری اور چائے تیرے نام ہوئی
Aaj Dekh December Ki Aakhri Shaam Hui
Yeh Shairi Aur Chaye Tairay Naam Hui
january-sad-poetry-in-urdu |
ہلکی بارش،مست ہوا،اوریہ راتیں
اے جنوری؛توتودسمبرسےبھی ظالم نکلا
Halki Barish, Mast Sun-Hwa, Avrih Raatain
Ae January Ton to December Se Bhi Zalim Nikla
heart-touching-sad-poetry-in-urdu |
Kyon Udaas Phirtay Ho December Ki Shaamon ️Me
Is Terhan To Hota Hai Phir Is Terhan Ke Kamon Mein
urdu-shairi-text |
Ke Jis Pehlu Mein Tum Ne Ghair Ko Apne Bithaya
Hai
Isi Pehlu Mein Guzri Hain Meri Shamen December Ki