Top 50 Famous Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah Day, 25 December, 11 September, Azadi Day, Independece Day, 6th September Defence Day, 23 March Pakistan Resolution Day & 14 August Poetry, Quotes, Shayari, SMS & Wishes in Urdu
Viewers, this collection of poetry is being presented to you especially on the founder of our country Pakistan, Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah. Muhammad Ali Jinnah was a brave, fearless and fearless leader. Who established a separate state for Muslims without caring about their health. Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah was born on December 25, 1876 in Karachi and he also died in Karachi on September 11, 1948. Hope you guys will like this collection of Muhammad Ali Jinnah poetry and you will definitely share it with your social media friends to boost our morale like never before. Below are the pictures of Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah poetry collection. See
Top-50-Quaid-e-Azam-M-Ali-Jinnah-Day-Poetry-&-Quotes-in-Urdu |
If you want to read or see more poetry
then visit our website other pages related to poetry. Where you can get Urdu Poetry, Sad Poetry, Love Poetry, Eyes Poetry, Romantic Poetry, Ansoo Poetry, Dard Poetry, Nafrat Poetry, Mehndi Poetry, Barish Poetry, Ishq Poetry, Ehsas Poetry, Tea Poetry, Yaad Poetry, Muhabbat Poetry, Tanhai Poetry, Udas Poetry and much more on our website. Our website
updating on daily basis related to poetry and quotes topics. Please subscribe
to our website through email to receive updates on your email address.
11-september-poetry-in-urdu |
پہنچا
گیا جو منزل مقصود تک
وہ
میرِ کارواں تھا محمد علی جناح
—{}—
Pouncha Gaya Jo Manzil Maqsood Tak
Woh Meer Karwan Tha Mohammad Ali Jinah
Poetry-for-Quaid-Day |
Naqsh Be Maienay Mein Ik Rang Haqeeqat Bhar Gaya
Mard Aahan To Ne Namumkin Ko Mumkin Kar Diya
Jinnah-Quotes-in-Urdu |
Pareshani Ka Aalam Hai Nah Jeetay Hain Nah Martay Hain
Suno. ..! Ae Quaid E Azam Tumhe Hum Yaad Karte Hain
urdu-poetry-on-quaid-day |
ہر
سمت تیرے نام کے کتبے سجا دیے
لیکن
تیرے جو خواب تھے یکسر بھُلا دیئے
—{}—
Har Simt Tairay Naam Ke Kunbay Saja Diye
Lekin Tairay Jo Khawab Thay Yaksar Bhula Diye
Quaid-e-Azam-Poetry-Shayari-Urdu-&-English |
تیری
صداقت کا سہرہ تیری ذہانت کے چرچے ہیں
اپنوں
بیگانوں میں تیری دانش و ہمت کے چرچے ہیں
—{}—
Teri Sadaqat Ka Sahra Teri Zahanat Ke Charchay Hain
Apnon Beyganon Mein Teri Danish O Himmat Ke Charchay Hain
25-December-Quaid-E-Azam-Day-2022-Quotes-Sms-Poetry-Wishes |
Tumhari Phir Zaroorat Hai Yahan Halaat Aisay Hain
Samajh Mein Kuch Nahi Aata Chalay Ga Yeh Malik Kaisay
Quaid-E-Azam-Muhammad-Ali-Jinnah-Quotes-In-Urdu-And-Hindi |
آسمان
تیری لحد پر شبنم افشانی کرے
سبزہ
نورستہ اس گھر کی نگہبانی کرے
—{}—
Aasman Teri Lehad Par Shabnam Afshani Kere
Sabza Norst_H Is Ghar Ki Nigehbani Kere
Essay-on-Quaid-e-Azam-in-Urdu-with-poetry |
Sarfroshi Ki Tamanna Ab Hamary Dil Main Hai
Dekhna Hai Zor Kitna Bazoye Qatil
Main Hai
Essay-on-Quaid-e-Azam-Muhammad-Ali-Jinnah-in-English |
Watan Ki Khak Zara Ayriyan Ragardney Day
Mughe Yaqeen Hai Pani Yahen Say Nikly Ga
Quaid-E-Azam-Quotes-On-Education |
Watan Kay Jan Nisar Hain Watan Kay Kam Ayen Gay
Hum Is Zamin Ko Ek Roz Asman Banayen Gay
FARMAAN-E-QAID-MUHAMMAD-ALI-JINNAH-30-oct-1947 |
Hum Khoon Ki Qisten To Kai De Chuky
Aye Khak-e-Watan Qarz Ada Kyon Nahi Hota
Millat-Ka-Pasbaan-Hai-Mohammad-Ali-Jinnah |
Watan Ki Pasbani Jan-o-Iman Say Bhi Afzal Hai
Main Apny Mulk Ki Khatir Kafan Bhi Sath Rakhta Hon
New-2line-Poetry-for-quaid-e-azam-in-urdu |
نہ
ہوگا رائیگاں خون شہیدانِ وطن ہرگز
یہی
سُرخی بنے گی ایک دن عنوان آزادی
—{}—
Nah Hoga Raaygan Khoon Shaheedan Watan Hargiz
Yahi Sُrkhi Banay Gi Aik Din Unwan Azadi
Urdu-poetry-on-death-anniversary-of-Quaid-i-Azam |
Ae Ahal Watan Shaam O Sehar Jagtay Rehna
Aghyar Hain Amaada Shar Jagtay Rehna
25-December-Quaid-e-Azam-Day-Poetry-&-Shayari-in-Urdu |
Tairay Baad Bhi Guzray Hain Kuch Log Magar
Teri Khushbu Nah Gayi Raah Guzar Se
quaid-e-azam-poetry-in-urdu-2-lines |
وقف
کر دی زندگی جس نے تو وہ سودائی ہے
میں
جو بھولوں تجھ کو تو اس میں میری رسوائی ہے
—{}—
Waqf Kar Di Zindagi Jis Ne To Woh Sodaai Hai
Mein Jo Bhooloon Tujh Ko To Is Mein Meri Ruswai Hai
student-poetry-on-quaid-e-azam-in-urdu |
Tera Farmaan Hum Ko Hai Azizar Jaan O Dil
Teri Har Ik Baat Hum Ne Apne Mann Mein Basai Hai
best-poetry-on-quaid-e-azam-in-urdu |
پیش
کرتا ہوں سلام تجھے اے ملت کے پاسباں
ساری
قوم آج بھی تیری ذات کی شیدائی ہے
—{}—
Paish Karta Hon Salam Tujhe Ae Millat Ke Pasban
Saari Qoum Aaj Bhi Teri Zaat Ki Shedai Hai
2-line-poetry-for-quaid-e-azam-in-urdu |
Tareekh Ki Siyahi, Cheharon Pay –Apne Mil Ke
Karte Hain Hum Ghulami, Aaqa Badal Badal Ke
easy-poetry-on-quaid-e-azam-in-urdu |
کہہ
دو ستم گروں سے ہم پھر سے جی اُٹھیں گے
دیکھا
نہیں ہے تم نے سو بار سر کچل کے؟
—{}—
Keh Do Sitam Garon Se Hum Phir Se Jee Aُthin Ge
Dekha Nahi Hai Tum Ne So Baar Sir Kuchal Ke ?
motivational-quaid-e-azam-quotes-in-urdu |
کچھ
دلخراش آہیں اٹھتی ہیں جب کہیں سے
آنکھوں
سے پھوٹتے ہیں دریا اُبل اُبل کے
—{}—
Kuch Dilkharash Aahein Uthti Hain Jab Kahin Se
Aankhon Se Photte Hain Darya Ubal Ubal Ke
quaid-e-azam-poetry-in-english-2-lines |
اِزنِ
فلک سے جنگل اُگتے ہیں دردوغم کے
اے
کاش تو بھی دیکھے اپنی زمیں پہ چل کے
—{}—
Azn Fallak Se Jungle Ugte Hain Dard-o-Gham Ke
Ae Kash To Bhi Dekhe Apni Zamee Pay Chal Ke
Quaid-e-Azam-Day-25-December-Shairy-Poetry-SMS |
دستِ
حُمُوز میں ہے گلشن کی دیزبانی
قائد
تڑپ رہا ہے کروٹ بدل بدل کے
—{}—
Dastay Hamoz Mein Hai Gulshan Ki Dezbani
Quied Tarap Raha Hai Karvat Badal Badal Ke
11-September-Quaid-e-Azam-Quotes-Death-Day-Quotes |
Millat Ka Pasban Hai Mohammad Ali Jinah
Millat Hai Jism Jaan Hai Mohammad Ali Jinah
Quaid-e-Azam-Day-25-December-SMS-Quotes |
Ho Halqaye Yaran To Barysham Ki Terhan Naram
Razm Haq O Baatil Ho To Folaad Hai Momin
11-September-Quaid-e-Azam-Muhammad-Ali-Jinnah-Day-Poetry-&-Quotes |
یوں
دی ہمیں آزادی کہ دُنیا ہوئی حیران
اے
قائداعظم تیرا احسان ہے احسان
—{}—
Youn Di Hamen Azadi Kay Dunia Hoi Heran
Aye Quaid-e-Azam Tera Ahsan Hai Ahsan
Independence-Day-Poetry-in-urdu |
Khush Zouq O Khush Libaas, Woh Khush Fikro Khush Kalaam
Har Rukh Se Lajawab Hai, Mohammad Ali Jinah
Azadi-Day-Poetry-in-Urdu-Text |
Khoon Phir Khoon Hai Behta Hai To Jim Jata Hai
Zulm Par Zulm Barhta Hai To Mit Jata Hai
allama-iqbal-shayari |
Qudrat Ki Taraf Se Hum Sab Par Jab Rehmat Ka Imkaan Bana
To Ilm O Tadabbur Ka Maalik Taqdeer Se Ik Insaan Bana
allama-iqbal-poetry-in-urdu |
Is Shakhs Ne Duniya Ke Agay Hum Sab Ki Waqalat Aisay Ki
Duniya Ki Adalat Mein Ae Logo Woh Hum Sab Ki Pehchan Bana
23-march-poetry-in-urdu |
پھر
اس کی قیادت میں اے لوگو ہر سمت میں مسلم ایک ہوئے
کفار
سے لڑنے کا جذبہ یوں ہر دل کا ارمان بنا
—{}—
Phir Is Ki Qayadat Mein Ae Logo Har Simt Mein Muslim Aik Hue
Kufar Se Larnay Ka Jazba Yun Har Dil Ka Armaan Bana
famous-23-march-poetry-in-urdu |
کفار
کے آگے اے مسلم اسلام کے نعرے لگتے تھے
توحید
کا کلمہ لب پر تھا پہچان تیری ایمان بنا
—{}—
Kufar Ke Agay Ae Muslim Islam Ke Naaray Lagtay Thay
Toheed Ka Kalma Lab Par Tha Pehchan Teri Imaan Bana
14-August-Poetry-in-Urdu-2-Lines |
Woh Mulk Bananay Ka Jazba Jo Har Ik Dil Mein Basta Tha
Bahar Nikla Jazbun Se Mila Aur Phir Milakar Tufaan Bana
allama-iqbal-shayari-in-urdu |
اک
فہم و فراست سے اُسنے جذبوں کی قیادت ایسے کی
قائداعظم
کہلایا اور بانیِ پاکستان بنا
—{}—
Ik Feham O Firasat Se Usany Jazbun Ki Qayadat Aisay Ki
Quaid E Azam Kehlaya Aur Bani Pakistan Bana
6-september-poetry |
Phir Is Be Misl Qayadat Mein Allah Ne Aisa Malik Diya
Islam Ki Raahon Par Chalna Hum Sab Ke Liye Aasaan Bana
25-December-Quaid-E-Azam-Day-New-Wishes |
وہ
لوگ جو پہلے ڈر ڈر کے کفار کے ساتھ میں بستے تھے
یہ
ملک بنا تو ان کے لیے اک راحت کا سامان بنا
—{}—
Woh Log Jo Pehlay Dar Dar Ke Kufar Ke Sath Mein Baste Thay
Yeh Malik Bana To Un Ke Liye Ik Raahat Ka Samaan Bana
25-December-Quaid-e-Azam-day-Status-SMS-and-Quotes-2022 |
Phir Mulk Ke Karbay Karbay Mein Har Simt Azaan Haq Gungi
Mandir Chhootey Masjid Utthee Rahein Nikleen Dalaan Bana
Quaid-Day-Poetry-for-Quaid-Day |
خواب
غفلت میں تھی ملت اور تو بیدارتھا
کارواں
بکھرا پڑا تھا جس کا تو سالار تھا
—{}—
Khawab Ghaflat Mein Thi Millat Aur To Bedar Tha
Karwan Bikhra Para Tha Jis Ka To Salaar Tha
Poetry-for-Quaid-e-Azam-in-English |
Duniya Ki Tareekh Ke Lab Pay Teri Siyasat Ke Charchay Hain
Tairay Tadabbur Ki Baatein, Teri Firasat Ke Charchay
Urdu-poetry-for-Quaid-e-Azam-essay |
تاریخ
کے اوراق اسے یاد رکھیں گے
اس
بندہِ مومن کو کوئی لاکھ بھلا دے
—{}—
Tareekh Ke Ourak Usay Yaad Rakhen Ge
Is Bandah Momin Ko Koi Laakh Bhala Day
6th-September-Pakistan-Defence-Day-Poetry-2-line |
اس
فہم و فراست سے اس نے جذبوں کی قیادت کی
وہ
قائد اعظم کہلایا اور بانی پاکستان بنا
—{}—
Is Feham O Firasat Se Is Ne Jazbun Ki Qayadat Ki
Woh Quied Azam Kehlaya Aur Baani Pakistan Bana
youm-e-azadi-poetry-in-urdu |
Teri Danish , Teri Hikmat, Teri Himmat, Tera Imaan
Nijaat Ahal Hindostan, Hayaat Ahal Pakistan
Defense-Day-Poetry-&-Shayari-in-Urdu |
پہنچا
گیا جو منزل مقصود تک
وہ
میرِ کارواں تھا محمد علی جناح
—{}—
Pouncha Gaya Jo Manzil Maqsood Tak
Woh Meer Karwan Tha Mohammad Ali Jinah
23-March-Pakistan-Resolution-Day-SMS-Poetry-Quotes-in-Urdu |
نقشِ
بے معنی میں ایک رنگِ حقیقت بھر دیا
مردِ
آہن تونے ناممکن کو ممکن کر دیا
—{}—
Naqash-E Be Maienay Mein Aik Rang Haqeeqat Bhar Diya
Mrdِ Aahan Tunay Namumkin Ko Mumkin Kar Diya
Azadi-Day-Poetry-in-Urdu |
Pareshani Ka Aalam Hai Nah Jeetay Hain Nah Martay Hain
Suno Ae Quaid E Azam Tumhe Hum Yaad Karte Hain
Allama-Iqbal-and-Muhammad-Ali-Jinnah-Sayings-in-Urdu |
Hamein Dilwai Azadi Baseerat Se Tadabbur Se
Mila Karti Hai Yeh Nemat Naseeboon Se Muqaddar Se
Quaid-e-Azam-25-December-2022-SMS-Shairy-Poetry |
Yeh Nemat Chhin Bhi Sakti Hai Ravayye Jab Bdalty Hain
Suno Ae Quaid E Azam Tumhe Hum Yaad Karte Hain
Quaid-e-Azam-Day-text-messages |
Mulk Se Jo Mukhlis Ho Hamein Woh Rehnuma Chahiye
Watan Ka Dard Ho Dil Mein Woh Mard Bawafa Chahiye
Happy-Quaid-Day-2022 |
Mulk Ko Rakh Diya Girwi Tumahray Janshinon Ne
Bhanwar Ke Beech Mein Chorra Hamein –Apne Safeno Ne
Quaid-e-Azam-poetry-in-Urdu-4-lines |
Quied Ka Ahsaan Hai Ke Aaj Pakistan Hai
Mere Dil Ka Yeh Armaan Hai, Buland Is Ki Shaan Hai
Azadi Ka Sooraj Puraka, Yeh Fzlِ Rehman Hai
Ghulam Se Sab Ki Jaan Bachi, Uss Rab Ka Ahsaan Hai